Dosto jaisa ki humne pichli post me jaan liya hai ki Graphics design kya hota hai, graphics designer kon hota hai, Graphics designer ko kya karna hota hai aur graphics design k liye jaruri skills, Jo ki aapko ik achha graphics designer bna sakti hai. Dosto aaj hum baat karne jaa rhe hai graphics designer me use hone wale software ke barre me. Graphics designing karne k liye kuch specific sofware hote hai, jinki knowledge hona aapko bahoot jaruri hai, kyoki ik graphics designer hotey huey aap jo koi bhi design bnaoge wo sab inhi sofware me bante hai. Isliye pahle to inke baare me pta hona bahoot jaruri hai. Or agar aap designer banna chahte hai to uske liye aapko in software ka sikhna bhi bahoot jaruri hai. To chaliye jaan lete hai graphic designing me use hone wale sofwares ke baare me.
![]() |
| Graphic Design Software |
Friends ye hai graphics designing software:
1) Photoshop
2) CorelDraw
3) illustrator
4) Adobe Indesign
4) Inkscape
5) GIMP
6) ArtRage
7) Canva
8) Pixlr
9) PhotoScape
10) Corel PaintShop Pro
11) Venngage
12) Piktochart
13) Xara Designer Pro
14) Adobe Dreamweaver
15) Gravit Designer
दोस्तों अगर जानकारी पसंद आयी तो अपने विचार कमेंट बॉक्स में जरूर बतायें और हमेशा हमारे साथ बने रहें क्योकि हम Graphic Design फील्ड को अच्छे से एक्स्प्लोर करने वाले है। धन्यवाद


0 Comments